Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahan kisi ko hosh tha kahan kisi mein tab thi

Nazim Sultanpuri

kahan kisi ko hosh tha kahan kisi mein tab thi

Nazim Sultanpuri

MORE BYNazim Sultanpuri

    kahāñ kisī ko hosh thā kahāñ kisī meñ taab thī

    tirī nazar se anjuman anjuman ḳharāb thī

    adā adā bahār thī nazar nazar sharāb thī

    kisī garmī-e-shabāb garmī-e-shabāb thī

    kisī ko is ilm kyā kisī ko is kyā ḳhabar

    ki merī zindagī bhī ek zindagī ḳhvāb thī

    baḌe qalaq baat hai ki tum na us ko paḌh sake

    hamārī zindagī to ik khulī huī kitāb thī

    vo sab kahāniyāñ to thiiñ mire dil bazm meñ

    tumhārī chashm-e-surmagīñ na jaane kyoñ pur-āb thī

    hayāt-e-bā-murād par ye tabsire bajā sahī

    magar vo zindagī ki jis har talab sarāb thī

    kahan kisi ko hosh tha kahan kisi mein tab thi

    teri nazar se anjuman ki anjuman KHarab thi

    ada ada bahaar thi nazar nazar sharab thi

    kisi ki garmi-e-shabab garmi-e-shabab thi

    kisi ko is ka ilm kya kisi ko is ki kya KHabar

    ki meri zindagi bhi ek zindagi ka KHwab thi

    baDe qalaq ki baat hai ki tum na us ko paDh sake

    hamari zindagi to ek khuli hui kitab thi

    wo sab kahaniyan to thin mere hi dil ki bazm mein

    tumhaari chashm-e-surmagin na jaane kyon pur-ab thi

    hayat-e-ba-murad par ye tabsire baja sahi

    magar wo zindagi ki jis ki har talab sarab thi

    Source:

    Harf-e-Aagahi (Pg. 110)

    • Author: Nazim Sultanpuri
      • Publisher: Suhail Ahmad Khan
      • Year of Publication: 1977
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now