Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahan ye os nahin aaftab ki zad mein

Saib Tonki

kahan ye os nahin aaftab ki zad mein

Saib Tonki

MORE BYSaib Tonki

    kahāñ ye os nahīñ āftāb zad meñ

    zamāna aaj bhī hai inqalāb zad meñ

    zuhūr-e-zāviya-e-qā.ima se hai sābit

    ye kā.enāt hai ilm-ul-hisāb zad meñ

    agarche un tasallī meñ hai yaqīñ shāmil

    dil-e-hazīñ hai magar iztirāb zad meñ

    maiñ apne nāla-e-be-iḳhtiyār ke qurbāñ

    jo naġhma ban ke na aayā rabāb zad meñ

    vo dasht jis meñ ki dahshat hai be-karāñ 'sā.ib'

    vo dasht hai dil-e-vahshat-ma.āb zad meñ

    kahan ye os nahin aaftab ki zad mein

    zamana aaj bhi hai inqalab ki zad mein

    zuhur-e-zawiya-e-qaima se hai sabit

    ye kaenat hai ilm-ul-hisab ki zad mein

    agarche un ki tasalli mein hai yaqin shamil

    dil-e-hazin hai magar iztirab ki zad mein

    main apne nala-e-be-iKHtiyar ke qurban

    jo naghma ban ke na aaya rabab ki zad mein

    wo dasht jis mein ki dahshat hai be-karan 'saib'

    wo dasht hai dil-e-wahshat-maab ki zad mein

    Source:

    Sher-o-Shuoor (Pg. 63)

    • Author: Saib Tonki
      • Edition: 1989
      • Publisher: Rajasthan Urdu Academy, Jaipur
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now