Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahin zahir ye teri chah na ki

Meer Asar

kahin zahir ye teri chah na ki

Meer Asar

MORE BYMeer Asar

    kahīñ zāhir ye terī chaah na

    marte marte bhī ham ne aah na

    nigah na ḳhudā jaane

    ham to Dar se kabhū nigāh na

    sab ke meñ ye naala ho guzrā

    ek tere dil meñ raah na

    aah mar ga.e pa nā-tavānī

    ek bhī aah sarbarāh na

    vo kisū aur se karegā kyā

    jin ne tujh se 'asar' nibāh na

    kahin zahir ye teri chah na ki

    marte marte bhi hum ne aah na ki

    tu nigah ki na ki KHuda jaane

    hum to Dar se kabhu nigah na ki

    sab ke ji mein ye nala ho guzra

    ek tere hi dil mein rah na ki

    aah mar gae pa na-tawani

    ek bhi aah sarbarah na ki

    wo kisu aur se karega kya

    jin ne tujh se 'asar' nibah na ki

    Source:

    Deewan-e-asar (Pg. ebook-54 page-45)

      • Edition: 1930
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now