Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahkashan ki qamar ki baat chali

Niyaz Ali Niyaz Qaisri

kahkashan ki qamar ki baat chali

Niyaz Ali Niyaz Qaisri

MORE BYNiyaz Ali Niyaz Qaisri

    kahkashāñ qamar baat chalī

    sub.h-dam raat bhar baat chalī

    ūñchī nīchī Dagar baat chalī

    zindagī ke safar baat chalī

    zard pattoñ tazkira na huā

    bas nasīm-e-sahar baat chalī

    yaad aa.e lahū lahū patthar

    jab kahīñ sang-o-sar baat chalī

    kyā ġhazab hai ki mausam-e-gul meñ

    ḳhushk barg-o-samar baat chalī

    aaj ūñchī uḌaan vāloñ meñ

    ek be-bāl-o-par baat chalī

    bazm-e-ahbāb meñ 'niyāz' aksar

    kyoñ kisī be-hunar baat chalī

    kahkashan ki qamar ki baat chali

    subh-dam raat bhar ki baat chali

    unchi nichi Dagar ki baat chali

    zindagi ke safar ki baat chali

    zard patton ka tazkira na hua

    bas nasim-e-sahar ki baat chali

    yaad aae lahu lahu patthar

    jab kahin sang-o-sar ki baat chali

    kya ghazab hai ki mausam-e-gul mein

    KHushk barg-o-samar ki baat chali

    aaj unchi uDan walon mein

    ek be-baal-o-par ki baat chali

    bazm-e-ahbab mein 'niyaz' aksar

    kyon kisi be-hunar ki baat chali

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 78)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now