Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaisa hoga des piya ka kaisa piya ka ganw re

Ghaus Siwani

kaisa hoga des piya ka kaisa piya ka ganw re

Ghaus Siwani

MORE BYGhaus Siwani

    kaisā hogā des piyā kaisā piyā gaañv re

    kaisī hogī dhuup vahāñ kaisī vahāñ chhāñv re

    chāñdī jaise peḌ vahāñ ke hiire motī phūl-o-phal

    sone piilī dhartī par rakhte hoñge paañv re

    papīhe bolte hoñge kānoñ meñ ras gholte hoñge

    Thumrī hogī koyal kajrī kaagā kaaoñ re

    kānhā hoñge log vahāñ ke rādhā hoñgī bālā.eñ

    pyaar bansī bajtī hogī har samay har Thāoñ re

    laaj se haa.e mar jā.ūñgī maiñ miTTī meñ gaḌ jā.ūñgī

    jab sakhiyāñ mujh ko chheḌeñgī le kar naañv re

    kaisa hoga des piya ka kaisa piya ka ganw re

    kaisi hogi dhup wahan ki kaisi wahan ki chhanw re

    chandi jaise peD wahan ke hire moti phul-o-phal

    sone ki pili dharti par rakhte honge panw re

    pi pi papihe bolte honge kanon mein ras gholte honge

    Thumri hogi koyal ki ku kajri kaga ki kaon re

    kanha honge log wahan ke radha hongi baalaen

    pyar ki bansi bajti hogi har samay har Thaon re

    laj se hae mar jaungi main miTTi mein gaD jaungi

    jab sakhiyan mujh ko chheDengi le kar pi ka nanw re

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now