Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kami mahsus teri ho rahi hai

Tarif Niyazi

kami mahsus teri ho rahi hai

Tarif Niyazi

MORE BYTarif Niyazi

    kamī mahsūs terī ho rahī hai

    'ajab dil meñ udāsī ho rahī hai

    tumhārī samt jo dekhā ḳhushī se

    ḳhushī ko bhī ḳhushī ho rahī hai

    tumhārī yaad bārish huī hai

    mire dil meñ namī ho rahī hai

    qadam rakkhe jo mere ghar meñ us ne

    to ghar meñ chāñdnī ho rahī hai

    kami mahsus teri ho rahi hai

    'ajab dil mein udasi ho rahi hai

    tumhaari samt jo dekha KHushi se

    KHushi ko bhi KHushi si ho rahi hai

    tumhaari yaad ki barish hui hai

    mere dil mein nami si ho rahi hai

    qadam rakkhe jo mere ghar mein us ne

    to ghar mein chandni si ho rahi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now