Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kanar-e-ab hai abr-e-bahaar hai saqi

Sahar Rampuri

kanar-e-ab hai abr-e-bahaar hai saqi

Sahar Rampuri

MORE BYSahar Rampuri

    kanār-e-āb hai abr-e-bahār hai saaqī

    sharāb ki fazā be-qarār hai saaqī

    havā.eñ mai-kada-bar-dosh phuul jām-ba-kaf

    bahār aaj mukammal bahār hai saaqī

    pilā de aaj kal ke liye jo rakh hai

    ki zindagī kise e.atibār hai saaqī

    fazā bhī mast hai gulshan bhī mast hai lekin

    niyāz-mand abhī hoshiyār hai saaqī

    rahūñ maiñ hosh meñ jab tak pilā.e mujh ko

    phir is ke baad tujhe iḳhtiyār hai saaqī

    nisār lāla-o-gul javāniyāñ tujh par

    tire 'sahar' ko tirā intizār hai saaqī

    kanar-e-ab hai abr-e-bahaar hai saqi

    sharab la ki faza be-qarar hai saqi

    hawaen mai-kada-bar-dosh phul jam-ba-kaf

    bahaar aaj mukammal bahaar hai saqi

    pila de aaj hi kal ke liye jo rakh di hai

    ki zindagi ka kise eatibar hai saqi

    faza bhi mast hai gulshan bhi mast hai lekin

    niyaz-mand abhi hoshiyar hai saqi

    rahun main hosh mein jab tak pilae ja mujh ko

    phir is ke baad tujhe iKHtiyar hai saqi

    nisar lala-o-gul ki jawaniyan tujh par

    tere 'sahar' ko tera intizar hai saqi

    Source:

    Naqsh-e-Na-Tamam (Pg. 56)

    • Author: Sahar Rampuri
      • Year of Publication: 1940
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now