Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kar ke bimar di dawa tu ne

Altaf Hussain Hali

kar ke bimar di dawa tu ne

Altaf Hussain Hali

MORE BYAltaf Hussain Hali

    kar ke bīmār davā ne

    jaan se pahle dil liyā ne

    rah-rav-e-tishna-lab na ghabrānā

    ab liyā chashma-e-baqā ne

    shaiḳh jab dil dair meñ na lagā

    aa ke masjid se kyā liyā ne

    duur ho ai dil-e-ma.āl andesh

    kho diyā umr mazā ne

    ek begāna vaar kar ke nigāh

    kyā kiyā chashm-e-āshnā ne

    dil o diiñ kho ke aa.e the sū-e-dair

    yaañ bhī sab kuchh diyā ḳhudā ne

    ḳhush hai ummīd-e-ḳhuld par 'hālī'

    koī pūchhe ki kyā kiyā ne

    kar ke bimar di dawa tu ne

    jaan se pahle dil liya tu ne

    rah-raw-e-tishna-lab na ghabrana

    ab liya chashma-e-baqa tu ne

    shaiKH jab dil hi dair mein na laga

    aa ke masjid se kya liya tu ne

    dur ho ai dil-e-maal andesh

    kho diya umr ka maza tu ne

    ek begana war kar ke nigah

    kya kiya chashm-e-ashna tu ne

    dil o din kho ke aae the su-e-dair

    yan bhi sab kuchh diya KHuda tu ne

    KHush hai ummid-e-KHuld par 'haali'

    koi puchhe ki kya kiya tu ne

    RECITATIONS

    Khalid Mubashshir

    Khalid Mubashshir,

    Khalid Mubashshir

    kar ke bimar di dawa tu ne Khalid Mubashshir

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now