Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karen kah do munh band ghunche sab apna

Qamar-un-Nisa Qamar

karen kah do munh band ghunche sab apna

Qamar-un-Nisa Qamar

MORE BYQamar-un-Nisa Qamar

    kareñ kah do muñh band ġhunche sab apnā

    maiñ likhtī muammā huuñ us ke vahāñ

    jise log kahte haiñ ḳhurshīd-e-raḳhshāñ

    sharāra hai ik mere soz-e-nihāñ

    mirī aah kār-farmā.iyāñ haiñ

    pata lā-makāñ tak nahīñ āsmāñ

    karen kah do munh band ghunche sab apna

    main likhti muamma hun us ke wahan ka

    jise log kahte hain KHurshid-e-raKHshan

    sharara hai ek mere soz-e-nihan ka

    meri aah ki kar-farmaiyan hain

    pata la-makan tak nahin aasman ka

    Source:

    Pathan Shayraat ka Tazkira (Pg. 200)

    • Author: Khan Mohammad Atif
      • Edition: 1983
      • Publisher: Khan Mohammad Atif
      • Year of Publication: 1983
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now