Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karta hai mujhse roz tu takrar shukriya

Shruti Chaya

karta hai mujhse roz tu takrar shukriya

Shruti Chaya

MORE BYShruti Chaya

  kartā hai mujh se roz takrār shukriya

  is meñ mahak rahā hai tirā pyaar shukriya

  jaise luTā rahā hai vo mujh par mohabbateñ

  kartī huuñ dil se us maiñ sau baar shukriya

  us mohabbatoñ pe luTā duuñ ye zindagī

  jis ne diyā hai mujh ko ye sansār shukriya

  hāzir hai merī jaan bhī murshid tire liye

  ne kiye haiñ svapn ye sākār shukriya

  mujh ko to shā'irī nahīñ thā koī shu'ūr

  ab liyā maqām ye sarkār shukriya

  karta hai mujh se roz tu takrar shukriya

  is mein mahak raha hai tera pyar shukriya

  jaise luTa raha hai wo mujh par mohabbaten

  karti hun dil se us ka main sau bar shukriya

  us ki mohabbaton pe luTa dun ye zindagi

  jis ne diya hai mujh ko ye sansar shukriya

  hazir hai meri jaan bhi murshid tere liye

  tu ne kiye hain swapn ye sakar shukriya

  mujh ko to sha'iri ka nahin tha koi shu'ur

  ab pa liya maqam ye sarkar shukriya

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now