Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karun kaise ki jab dil hi nahin deta gawahi hai

Sangeet Pandey

karun kaise ki jab dil hi nahin deta gawahi hai

Sangeet Pandey

MORE BYSangeet Pandey

    karūñ kaise ki jab dil nahīñ detā gavāhī hai

    mohabbat 'ishq se mujh ko manāhī hai manāhī hai

    pata pahle hai anjām dil raah pe aage

    nahīñ kuchh haath lagnā bas tabāhī hai tabāhī hai

    mile haq mujhe jo bhī mile ḳhush huuñ usī meñ maiñ

    nahīñ maiñ ne kisī huī ḳhairāt chāhī hai

    miyāñ ab to ġhazal ke naam par kah dījiye kuchh bhī

    idhar bhī vāh-vāhī hai udhar bhī vāh-vāhī hai

    suḳhan se aur kuchh baḌh kar nahīñ 'sangīt' duniyā meñ

    suḳhan diin hai īmān hai merā ilāhī hai

    karun kaise ki jab dil hi nahin deta gawahi hai

    mohabbat 'ishq se mujh ko manahi hai manahi hai

    pata pahle hi hai anjam dil ki rah pe aage

    nahin kuchh hath lagna bas tabahi hai tabahi hai

    mile haq ki mujhe jo bhi mile KHush hun usi mein main

    nahin main ne kisi ki di hui KHairaat chahi hai

    miyan ab to ghazal ke nam par kah dijiye kuchh bhi

    idhar bhi wah-wahi hai udhar bhi wah-wahi hai

    suKHan se aur kuchh baDh kar nahin 'sangit' duniya mein

    suKHan hi din hai iman hai mera ilahi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now