Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaun pursan-e-haal hai mera

Saqi Amrohvi

kaun pursan-e-haal hai mera

Saqi Amrohvi

MORE BYSaqi Amrohvi

  kaun pursān-e-hāl hai merā

  zinda rahnā kamāl hai merā

  nahīñ to tirā ḳhayāl sahī

  koī to ham-ḳhayāl hai merā

  mere a.asāb de rahe haiñ javāb

  hausla kab niDhāl hai merā

  chaḌhtā sūraj batā rahā hai mujhe

  bas yahīñ se zavāl hai merā

  sab nazreñ mirī nigāh meñ haiñ

  kis ko kitnā ḳhayāl hai merā

  kaun pursan-e-haal hai mera

  zinda rahna kamal hai mera

  tu nahin to tera KHayal sahi

  koi to ham-KHayal hai mera

  mere aasab de rahe hain jawab

  hausla kab niDhaal hai mera

  chaDhta suraj bata raha hai mujhe

  bas yahin se zawal hai mera

  sab ki nazren meri nigah mein hain

  kis ko kitna KHayal hai mera

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Saqi Amrohvi

  Saqi Amrohvi

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now