Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaun se jurm ki aaKHir ye saza deta hai

Iqbal Ahmad Iqbal

kaun se jurm ki aaKHir ye saza deta hai

Iqbal Ahmad Iqbal

MORE BYIqbal Ahmad Iqbal

    kaun se jurm āḳhir ye sazā detā hai

    ghar paḌosī paḌosī jalā detā hai

    sab ne chhiḌke haiñ namak zaḳhm pe mere ab tak

    dekhnā hai ki mujhe kaun davā detā hai

    koshisheñ laakh karo dosto lekin sun lo

    kāmyābī ye sehrā to ḳhudā detā hai

    ishq ma.asūm hai ma.asūm rahegā har dam

    aap husn sho.aloñ ko havā detā hai

    ye jo 'iqbāl' hai us ko hai ġhazab ta.alīm

    ye to dushman ke bhī har aib chhupā detā hai

    kaun se jurm ki aaKHir ye saza deta hai

    ghar paDosi ka paDosi hi jala deta hai

    sab ne chhiDke hain namak zaKHm pe mere ab tak

    dekhna hai ki mujhe kaun dawa deta hai

    koshishen lakh karo dosto lekin sun lo

    kaamyabi ka ye sehra to KHuda deta hai

    ishq masum hai masum rahega har dam

    aap ka husn hi shoalon ko hawa deta hai

    ye jo 'iqbaal' hai us ko hai ghazab ki talim

    ye to dushman ke bhi har aib chhupa deta hai

    Source:

    (Pg. 217)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now