Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHana-e-ummid be-nur-o-ziya hone ko hai

Shakeel Badayuni

KHana-e-ummid be-nur-o-ziya hone ko hai

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    ḳhāna-e-ummīd be-nūr-o-ziyā hone ko hai

    chashm-e-tar se āḳhirī aañsū judā hone ko hai

    ye bhī ai dil ik fareb-e-vāda-e-fardā na ho

    roz suntā huuñ koī mahshar bapā hone ko hai

    duur huuñ lekin batā saktā huuñ un bazm meñ

    kyā huā kyā ho rahā hai aur kyā hone ko hai

    khul rahī hai aañkh ik kāfir hasīñ sub.h-dam

    mai-kasho muzhda dar-e-mai-ḳhāna hone ko hai

    tark-e-ulfat ko zamāna ho gayā lekin 'shakīl'

    aaj phir merā aur un sāmnā hone ko hai

    KHana-e-ummid be-nur-o-ziya hone ko hai

    chashm-e-tar se aaKHiri aansu juda hone ko hai

    ye bhi ai dil ek fareb-e-wada-e-farda na ho

    roz sunta hun koi mahshar bapa hone ko hai

    dur hun lekin bata sakta hun un ki bazm mein

    kya hua kya ho raha hai aur kya hone ko hai

    khul rahi hai aankh ek kafir hasin ki subh-dam

    mai-kasho muzhda dar-e-mai-KHana wa hone ko hai

    tark-e-ulfat ko zamana ho gaya lekin 'shakil'

    aaj phir mera aur un ka samna hone ko hai

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Shakiil Badaayuuni (Pg. 755)
    • Author : Shakiil Badaayuuni
    • Publication : Farid Book Depot (Pvt.) Ltd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now