Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHairaat baT rahi hai mohabbat ke nam ki

Majid Raza Amber

KHairaat baT rahi hai mohabbat ke nam ki

Majid Raza Amber

MORE BYMajid Raza Amber

    ḳhairāt baT rahī hai mohabbat ke naam

    bujhne lagī hai pyaas dil-e-tishna-kām

    dushman ko maiñ ne pyaar se maftūh kar liyā

    aa dekh dilkashī mire intiqām

    mujh ko ḳhabar hai is liye maiñ pūchhtā nahīñ

    auqāt kyā hai terī nazar meñ ġhulām

    kuchh to pata chale ki guzārī hai kis ke saath

    jo shaam ne rakhī thī ik mere naam

    kis martabe maqām chāhat ho us ko dost

    lāhaq ho jis ko fikr qayām-o-ta.ām

    KHairaat baT rahi hai mohabbat ke nam ki

    bujhne lagi hai pyas dil-e-tishna-kaam ki

    dushman ko main ne pyar se maftuh kar liya

    aa dekh dilkashi tu mere intiqam ki

    mujh ko KHabar hai is liye main puchhta nahin

    auqat kya hai teri nazar mein ghulam ki

    kuchh to pata chale ki guzari hai kis ke sath

    jo sham tu ne rakhi thi ek mere nam ki

    kis martabe maqam ki chahat ho us ko dost

    lahaq ho jis ko fikr qayam-o-taam ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now