aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHalish-o-soz dil-figar hi di

Habib Tanvir

KHalish-o-soz dil-figar hi di

Habib Tanvir

MORE BYHabib Tanvir

    ḳhalish-o-soz dil-figār

    dil meñ shamshīr āb-dār

    bevafā se muāmle ke liye

    ik tabī.at vafā-shi.ār

    kaifiyat dil byaan karne ko

    ek āvāz dil-figār

    ḳhaar ko to zabān-e-gul baḳhshī

    gul ko lekin zabān-e-ḳhār

    dil shab-e-zinda-dār ham ko diyā

    husn ko chashm-e-pur-ḳhumār

    ḳhud raqīboñ ke vāste maiñ ne

    zulf ma.ashūq sañvār

    kyā nasheb-o-farāz thī 'tanvīr'

    zindagī aap ne guzār

    KHalish-o-soz dil-figar hi di

    dil mein shamshir aab-dar hi di

    bewafa se muamle ke liye

    ek tabiat wafa-shiar hi di

    kaifiyat dil ki byan karne ko

    ek aawaz dil-figar hi di

    KHar ko to zaban-e-gul baKHshi

    gul ko lekin zaban-e-KHar hi di

    dil shab-e-zinda-dar hum ko diya

    husn ko chashm-e-pur-KHumar hi di

    KHud raqibon ke waste main ne

    zulf mashuq ki sanwar hi di

    kya nasheb-o-faraaz thi 'tanwir'

    zindagi aap ne guzar hi di

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now