Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHizan mein oDh ke qaul-o-qarar ka mausam

Hanif Tarin

KHizan mein oDh ke qaul-o-qarar ka mausam

Hanif Tarin

MORE BYHanif Tarin

    ḳhizāñ meñ oḌh ke qaul-o-qarār mausam

    bahār DhūñD rahī hai bahār mausam

    vo mere saath nahīñ haiñ to dil ke sahrā par

    samay bikher rahā hai bahār mausam

    fareb ḳhud ko degā to aur kyā degā

    raas aa.e jise e'tibār mausam

    tumhāre qurb maddham ik harārat se

    hai Dher raakh tale intizār mausam

    KHizan mein oDh ke qaul-o-qarar ka mausam

    bahaar DhunD rahi hai bahaar ka mausam

    wo mere sath nahin hain to dil ke sahra par

    samay bikher raha hai bahaar ka mausam

    fareb KHud ko na dega to aur kya dega

    na ras aae jise e'tibar ka mausam

    tumhaare qurb ki maddham si ek hararat se

    hai Dher rakh tale intizar ka mausam

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 616)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now