Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khoya hua dimagh hai wahshat hai aur tu

Pranav Mishra Tejas

khoya hua dimagh hai wahshat hai aur tu

Pranav Mishra Tejas

MORE BYPranav Mishra Tejas

    khoyā huā dimāġh hai vahshat hai aur

    duniyā ke chand log haiñ zulmat hai aur

    ujḌe hue dayār meñ ḳhvāboñ raakh par

    be-rahm umiid zīnat hai aur

    mujh ko shab-e-firāq meñ achchhā lag rahā

    nashsha hai marg-e-yās rāhat hai aur

    dariyā pyaas pyaas thī sāġhar se bujh ga.ī

    lekin hamārī pyaas meñ kulfat hai aur

    shauq-e-visāl dekh ke nikle haiñ jism se

    jaanā nahīñ udhar ke jidhar chhat hai aur

    khoya hua dimagh hai wahshat hai aur tu

    duniya ke chand log hain zulmat hai aur tu

    ujDe hue dayar mein KHwabon ki rakh par

    be-rahm si umid ki zinat hai aur tu

    mujh ko shab-e-firaq mein achchha hi lag raha

    nashsha hai marg-e-yas ka rahat hai aur tu

    dariya ki pyas pyas thi saghar se bujh gai

    lekin hamari pyas mein kulfat hai aur tu

    shauq-e-visal dekh ke nikle hain jism se

    jaana nahin udhar ke jidhar chhat hai aur tu

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now