Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud ghalat wo qaul-o-feal un ka ghalat

Kishan Kumaar Waqaar

KHud ghalat wo qaul-o-feal un ka ghalat

Kishan Kumaar Waqaar

MORE BYKishan Kumaar Waqaar

    ḳhud ġhalat vo qaul-o-fe.al un ġhalat

    ḳhat ġhalat inshā ġhalat imlā ġhalat

    ro diyā sachche ne jhūTe ke huzūr

    jo sahīh dar-ast thā Thahrā ġhalat

    dair raah masjid chhoḌ kar

    āshiq-e-but kar gayā rasta ġhalat

    baat peshānī pesh aatī hai yaar

    ho na qismat kabhī likkhā ġhalat

    ḳhat hai tuutī aa.ina hai rū-e-yār

    ai 'vaqār' is meñ nahīñ aslā ġhalat

    KHud ghalat wo qaul-o-feal un ka ghalat

    KHat ghalat insha ghalat imla ghalat

    ro diya sachche ne jhuTe ke huzur

    jo sahih dar-ast tha Thahra ghalat

    dair ki li rah masjid chhoD kar

    aashiq-e-but kar gaya rasta ghalat

    baat peshani ki pesh aati hai yar

    ho na qismat ka kabhi likkha ghalat

    KHat hai tuti aaina hai ru-e-yar

    ai 'waqar' is mein nahin asla ghalat

    Source:

    Deewan-e-Waqaar (Pg. 96)

    • Author: Kishan Kumaar Waqaar
      • Edition: 1899
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1899
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now