Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud-shanasi hi KHud-parasti hai

Iqbal Bharti

KHud-shanasi hi KHud-parasti hai

Iqbal Bharti

MORE BYIqbal Bharti

    ḳhud-shanāsī ḳhud-parastī hai

    ik muamma bashar hastī hai

    jaan dete haiñ log bātil par

    kaisā andāz-e-haq-parastī hai

    aaj mar-mar ke rahe haiñ log

    kitnā dilchasp ḳhvāb-e-hastī hai

    muflisī baḌh ga.ī hai is darja

    maut ko zindagī tarastī hai

    ab ye hālat huī hai ai 'iqbāl'

    zindagī maut ko tarastī hai

    KHud-shanasi hi KHud-parasti hai

    ek muamma bashar ki hasti hai

    jaan dete hain log baatil par

    kaisa andaz-e-haq-parasti hai

    aaj mar-mar ke ji rahe hain log

    kitna dilchasp KHwab-e-hasti hai

    muflisi baDh gai hai is darja

    maut ko zindagi tarasti hai

    ab ye haalat hui hai ai 'iqbaal'

    zindagi maut ko tarasti hai

    Source:

    Tanveer-e-Ghazal (Pg. 135)

    • Author: Iqbal Bharti
      • Publisher: Iqbal Bharti
      • Year of Publication: 1988
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now