aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHulasa ye mere haalat ka hai

Syed Zameer Jafri

KHulasa ye mere haalat ka hai

Syed Zameer Jafri

MORE BYSyed Zameer Jafri

    ḳhulāsa ye mire hālāt hai

    ki apnā sab safar raat hai

    ab ik rūmāl mere saath hai

    jo merī vālida ke haath hai

    anā kyā ijz ko girdāb samjho

    baḌā gahrā samundar zaat hai

    ḳhudā ash.ār-e-rasmī se bachā.e

    ye qatl-e-ām sachchī baat hai

    tapish kitnī hai maañ ke āñsuoñ meñ

    ye paanī kaun barsāt hai

    mujhe behtar hai kachchī qabr apnī

    kisī gumbad se jo ḳhairāt hai

    KHulasa ye mere haalat ka hai

    ki apna sab safar hi raat ka hai

    ab ek rumal mere sath ka hai

    jo meri walida ke hath ka hai

    ana kya ijz ko girdab samjho

    baDa gahra samundar zat ka hai

    KHuda ashaar-e-rasmi se bachae

    ye qatl-e-am sachchi baat ka hai

    tapish kitni hai man ke aansuon mein

    ye pani kaun si barsat ka hai

    mujhe behtar hai kachchi qabr apni

    kisi gumbad se jo KHairaat ka hai

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 248)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now