Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushiyan tamam gham mein wo tabdil kar gaya

Saifi sironji

KHushiyan tamam gham mein wo tabdil kar gaya

Saifi sironji

MORE BYSaifi sironji

    ḳhushiyāñ tamām ġham meñ vo tabdīl kar gayā

    āḳhir mire ḳhulūs tazlīl kar gayā

    vo ek shaḳhs dostoñ mar to gayā magar

    raushan jahāñ meñ pyaar qindīl kar gayā

    likh kar vafā naam vo saada varaq pe aaj

    puurī har ik kitāb tafsīl kar gayā

    sho.ala-bayāñ thā kitnā ḳhatarnāk dosto

    lafzoñ zahr jism meñ tahlīl kar gayā

    'saifī' aaj maut pe dushman bhī kah uThe

    achchhā thā vo hayāt takmīl kar gayā

    KHushiyan tamam gham mein wo tabdil kar gaya

    aaKHir mere KHulus ki tazlil kar gaya

    wo ek shaKHs doston mar to gaya magar

    raushan jahan mein pyar ki qindil kar gaya

    likh kar wafa ka nam wo sada waraq pe aaj

    puri har ek kitab ki tafsil kar gaya

    shoala-bayan tha kitna KHatarnak dosto

    lafzon ka zahr jism mein tahlil kar gaya

    'saifi' ki aaj maut pe dushman bhi kah uThe

    achchha tha wo hayat ki takmil kar gaya

    Source:

    ooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 665)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now