Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab aankhon mein jitne pale the

Abhishek Kumar Amber

KHwab aankhon mein jitne pale the

Abhishek Kumar Amber

MORE BYAbhishek Kumar Amber

    ḳhvāb āñkhoñ meñ jitne paale the

    TuuT kar vo bikharne vaale the

    jin ko ham ne thā pāk-dil samjhā

    un logoñ ke karm kaale the

    sab ne bhar-peT khā liyā khānā

    maañ thālī meñ kuchh nivāle the

    haal dil sunā nahīñ paa.e

    muñh pe majbūriyoñ ke taale the

    KHwab aankhon mein jitne pale the

    TuT kar wo bikharne wale the

    jin ko hum ne tha pak-dil samjha

    un hi logon ke karm kale the

    sab ne bhar-peT kha liya khana

    man ki thaali mein kuchh niwale the

    haal dil ka suna nahin pae

    munh pe majburiyon ke tale the

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now