aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab mein jo kuchh dekh raha hun us ka dikhana mushkil hai

Qamar Jameel

KHwab mein jo kuchh dekh raha hun us ka dikhana mushkil hai

Qamar Jameel

MORE BYQamar Jameel

    ḳhvāb meñ jo kuchh dekh rahā huuñ us dikhānā mushkil hai

    ā.īne meñ phuul khilā hai haath lagānā mushkil hai

    us ke qadam se phuul khile haiñ maiñ ne sunā hai chaar taraf

    vaise is vīrān-sarā meñ phuul khilānā mushkil hai

    tanhā.ī meñ dil sahārā ek havā jhoñkā thā

    vo bhī gayā hai sū-e-bayābāñ us aanā mushkil hai

    shīsha-garoñ ke ghar meñ sunā hai ek parī kal aa.ī thī

    vaise ḳhayāl-o-ḳhvāb haiñ pariyāñ un aanā mushkil hai

    KHwab mein jo kuchh dekh raha hun us ka dikhana mushkil hai

    aaine mein phul khila hai hath lagana mushkil hai

    us ke qadam se phul khile hain main ne suna hai chaar taraf

    waise is viran-sara mein phul khilana mushkil hai

    tanhai mein dil ka sahaara ek hawa ka jhonka tha

    wo bhi gaya hai su-e-bayaban us ka aana mushkil hai

    shisha-garon ke ghar mein suna hai ek pari kal aai thi

    waise KHayal-o-KHwab hain pariyan un ka aana mushkil hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Qamar Jameel

    Qamar Jameel

    Source:

    chhaar khvaab (Pg. 67)

    • Author: qamar jameel
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now