Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi ke bhul jaane se mohabbat kam nahin hoti

Gham Bijnori

kisi ke bhul jaane se mohabbat kam nahin hoti

Gham Bijnori

MORE BYGham Bijnori

    kisī ke bhuul jaane se mohabbat kam nahīñ hotī

    mohabbat ġham to detī hai sharīk-e-ġham nahīñ hotī

    butoñ se koī ye kah de na vo jaame se bāhar hoñ

    nazākat chāhne vāloñ bhī kuchh kam nahīñ hotī

    butoñ ko husn baḳhshā aur ye jaur-o-sitam ham par

    magar is se to mahfil ishq barham nahīñ hotī

    vo āshiq nahīñ goyā bhulā baiThe jo dilbar ko

    mohabbat chāhtī hai vaqt ye ik dam nahīñ hotī

    tasallī chāhtā hai to ḳhushāmad kar hasīnoñ

    davā is aag lagne jahāñ meñ 'ġham' nahīñ hotī

    kisi ke bhul jaane se mohabbat kam nahin hoti

    mohabbat gham to deti hai sharik-e-gham nahin hoti

    buton se koi ye kah de na wo jame se bahar hon

    nazakat chahne walon ki bhi kuchh kam nahin hoti

    buton ko husn baKHsha aur ye jaur-o-sitam hum par

    magar is se to mahfil ishq ki barham nahin hoti

    wo aashiq hi nahin goya bhula baiThe jo dilbar ko

    mohabbat chahti hai waqt ye ek dam nahin hoti

    tasalli chahta hai to KHushamad kar hasinon ki

    dawa is aag lagne ki jahan mein 'gham' nahin hoti

    Source:

    (Pg. 21)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now