Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi ki har nishani KHatm kar di

Rakesh Toofan

kisi ki har nishani KHatm kar di

Rakesh Toofan

MORE BYRakesh Toofan

    kisī har nishānī ḳhatm kar

    adhūrī ik kahānī ḳhatm kar

    aham kirdār maiñ lagne lagā jab

    musannif ne kahānī ḳhatm kar

    ta.alluq meñ zarūrī guftugū thī

    tabhī to be-zabānī ḳhatm kar

    chaman meñ bāġhbāñ sāzishoñ ne

    mahaktī rāt-rānī ḳhatm kar

    javānī ko bachāne meñ musalsal

    bharī-pūrī javānī ḳhatm kar

    kisi ki har nishani KHatm kar di

    adhuri ek kahani KHatm kar di

    aham kirdar main lagne laga jab

    musannif ne kahani KHatm kar di

    talluq mein zaruri guftugu thi

    tabhi to be-zabani KHatm kar di

    chaman mein baghban ki sazishon ne

    mahakti raat-rani KHatm kar di

    jawani ko bachane mein musalsal

    bhari-puri jawani KHatm kar di

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now