Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitab-e-KHwahish ka aaKHiri bab likh raha hun

Shaukat Hashmi

kitab-e-KHwahish ka aaKHiri bab likh raha hun

Shaukat Hashmi

MORE BYShaukat Hashmi

    kitāb-e-ḳhvāhish āḳhirī baab likh rahā huuñ

    visāl-e-mausam satr-e-nāyāb likh rahā huuñ

    varaq varaq ab yahī to sachchā.ī boltī hai

    maiñ dushmanoñ ko misāl-e-ahbāb likh rahā huuñ

    ye mere sāthī jo karbalā meñ ghire hue haiñ

    maiñ un ḳhātir furāt par aab likh rahā huuñ

    mirī kitāb-e-suḳhan ye ibtidā.iya hai

    maiñ bārish-e-sang meñ gul-e-ḳhvāb likh rahā huuñ

    mire lahū luġhat ye mo.ajiza hai 'shaukat'

    na.ī ġhazal nisāb-e-shādāb likh rahā huuñ

    kitab-e-KHwahish ka aaKHiri bab likh raha hun

    visal-e-mausam ki satr-e-nayab likh raha hun

    waraq waraq ab yahi to sachchai bolti hai

    main dushmanon ko misal-e-ahbab likh raha hun

    ye mere sathi jo karbala mein ghire hue hain

    main un ki KHatir furaat par aab likh raha hun

    meri kitab-e-suKHan ka ye ibtidaiya hai

    main barish-e-sang mein gul-e-KHwab likh raha hun

    mere lahu ki lughat ka ye moajiza hai 'shaukat'

    nai ghazal ka nisab-e-shadab likh raha hun

    Source:

    Pakistani Adab-1994 (Pg. 166)

      • Publisher: Academy Adabiyat Pakistan, Islamabad
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now