Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitab-e-zist ka unwan badal jata to achchha tha

Rafeeq Jabir

kitab-e-zist ka unwan badal jata to achchha tha

Rafeeq Jabir

MORE BYRafeeq Jabir

    kitāb-e-zīst unvāñ badal jaatā to achchhā thā

    dil-e-vahshī kisī sūrat bahal jaatā to achchhā thā

    asīr-e-tīra-baḳhtī huuñ kabhī dosh-e-tamannā par

    kisī kākul-e-mushkīñ machal jaatā to achchhā thā

    kaḌaktī bijliyoñ zad pe baiThā sochtā huuñ maiñ

    nasheman ātish-e-gul se jal jaatā to achchhā thā

    kitab-e-zist ka unwan badal jata to achchha tha

    dil-e-wahshi kisi surat bahal jata to achchha tha

    asir-e-tira-baKHti hun kabhi dosh-e-tamanna par

    kisi ka kakul-e-mushkin machal jata to achchha tha

    kaDakti bijliyon ki zad pe baiTha sochta hun main

    nasheman aatish-e-gul hi se jal jata to achchha tha

    Source:

    Munfarid (Pg. 117)

    • Author: Rafeeq Jabir
      • Publisher: Zain Publication, Karachi
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now