Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi kanTa chubha nahin hota

Bashir Badr

koi kanTa chubha nahin hota

Bashir Badr

MORE BYBashir Badr

    koī kāñTā chubhā nahīñ hotā

    dil agar phuul nahīñ hotā

    kuchh to majbūriyāñ rahīñ hoñgī

    yuuñ koī bevafā nahīñ hotā

    guftugū un se roz hotī hai

    muddatoñ sāmnā nahīñ hotā

    bahut chāhtā hai sach boleñ

    kyā kareñ hausla nahīñ hotā

    raat intizār kaun kare

    āj-kal din meñ kyā nahīñ hotā

    koi kanTa chubha nahin hota

    dil agar phul sa nahin hota

    kuchh to majburiyan rahin hongi

    yun koi bewafa nahin hota

    guftugu un se roz hoti hai

    muddaton samna nahin hota

    ji bahut chahta hai sach bolen

    kya karen hausla nahin hota

    raat ka intizar kaun kare

    aaj-kal din mein kya nahin hota

    Source:

    Aamad (Pg. 71)

    • Author: Bashir Badr
      • Publisher: Maktaba Deen-o-Adab, Lucknow
      • Year of Publication: 1958
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now