Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi samjhae mujhko aur kya hai

Fazle Alam

koi samjhae mujhko aur kya hai

Fazle Alam

MORE BYFazle Alam

    koī samjhā.e mujh ko aur kyā hai

    mire nazdīk duniyā ġham-kada hai

    ajal manzil hai na raah manzil

    yahāñ se zindagī ibtidā hai

    qasam sayyād ke jaur-o-sitam

    nasheman yahī tinkā milā hai

    dhuāñ hai mire tinkoñ jānib

    nasheman dekhiye kis jalā hai

    adab se chūmiye 'ālam' adab se

    ki ye ḳhāk-e-dayār-e-mustafā hai

    koi samjhae mujh ko aur kya hai

    mere nazdik duniya gham-kada hai

    ajal manzil hai na hi rah manzil

    yahan se zindagi ki ibtida hai

    qasam sayyaad ke jaur-o-sitam ki

    nasheman ka yahi tinka mila hai

    dhuan sa hai mere tinkon ki jaanib

    nasheman dekhiye kis ka jala hai

    adab se chumiye 'alam' adab se

    ki ye KHak-e-dayar-e-mustafa hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now