Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh dinon se ye hui baat nai

Masood Qureshi

kuchh dinon se ye hui baat nai

Masood Qureshi

MORE BYMasood Qureshi

    kuchh dinoñ se ye huī baat na.ī

    jab milo un se mulāqāt na.ī

    maiñ usī vaz-e-kuhan kā pāband

    siikh liiñ aap ne ādāt na.ī

    roz-o-shab kā bhī tavātur TuuTā

    sub.h-dam phuuT paḌī raat na.ī

    bāzī-e-ishq hai kitnī dilchasp

    husn kī chaal vahī maat na.ī

    aam haiñ tāj-mahal va.adoñ ke

    aap kyā laa.e haiñ sauġhāt na.ī

    kuchh dinon se ye hui baat nai

    jab milo un se mulaqat nai

    main usi waz-e-kuhan ka paband

    sikh lin aap ne aadat nai

    roz-o-shab ka bhi tawatur TuTa

    subh-dam phuT paDi raat nai

    bazi-e-ishq hai kitni dilchasp

    husn ki chaal wahi mat nai

    aam hain taj-mahal wadon ke

    aap kya lae hain saughat nai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Click on any word to get its meaning
    Speak Now