Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh iztirab hi rahta to kitna achchha tha

Altaf Babar

kuchh iztirab hi rahta to kitna achchha tha

Altaf Babar

MORE BYAltaf Babar

    kuchh iztirāb rahtā to kitnā achchhā thā

    vo ḳhvāb ḳhvāb rahtā to kitnā achchhā thā

    chhupā ke zaat ke pahlū bhī kyā milā hai mujhe

    khulī kitāb rahtā to kitnā achchhā thā

    takallufāt meñ thā to baḌe sukūn meñ thā

    vo janāb rahtā to kitnā achchhā thā

    tamām umr maiñ kirdār ko nibhātā rahā

    zarā ḳharāb rahtā to kitnā achchhā thā

    savāl kar ke vo sharminda ho gayā 'bābar'

    lā-javāb rahtā to kitnā achchhā thā

    kuchh iztirab hi rahta to kitna achchha tha

    wo KHwab KHwab hi rahta to kitna achchha tha

    chhupa ke zat ke pahlu bhi kya mila hai mujhe

    khuli kitab hi rahta to kitna achchha tha

    takallufat mein tha to baDe sukun mein tha

    wo ji janab hi rahta to kitna achchha tha

    tamam umr main kirdar ko nibhata raha

    zara KHarab hi rahta to kitna achchha tha

    sawal kar ke wo sharminda ho gaya 'babar'

    tu la-jawab hi rahta to kitna achchha tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now