Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh kaho kis ko sada di jae

Zahid Ali Khan Asar

kuchh kaho kis ko sada di jae

Zahid Ali Khan Asar

MORE BYZahid Ali Khan Asar

    kuchh kaho kis ko sadā jaa.e

    jaane vaale ko duā jaa.e

    dil pe phir aaj hai maazī hujūm

    yaad kis kis bhulā jaa.e

    hai havā tez bahut chāroñ taraf

    sham.a kis ruḳh pe jalā jaa.e

    aao dīvār pe saaya dekheñ

    hasrat-e-dīd miTā jaa.e

    dil meñ dhuñdlā ga.e naqsh-e-nāyāb

    koī tasvīr banā jaa.e

    har taraf sho.ale haiñ nafrat ke 'asar'

    uTTho ye aag bujhā jaa.e

    kuchh kaho kis ko sada di jae

    jaane wale ko dua di jae

    dil pe phir aaj hai mazi ka hujum

    yaad kis kis ki bhula di jae

    hai hawa tez bahut chaaron taraf

    shama kis ruKH pe jala di jae

    aao diwar pe saya dekhen

    hasrat-e-did miTa di jae

    dil mein dhundla gae naqsh-e-nayab

    koi taswir bana di jae

    har taraf shoale hain nafrat ke 'asar'

    uTTho ye aag bujha di jae

    Source:

    Ood-o-Ambar (Pg. 65)

    • Author: Zahid Ali Khan Asar
      • Publisher: Educational Book House, Aligarh
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now