Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh na kuchh KHwab palte rahiye

Raghunandan Sharma Danish

kuchh na kuchh KHwab palte rahiye

Raghunandan Sharma Danish

MORE BYRaghunandan Sharma Danish

    kuchh na kuchh ḳhvāb pālte rahiye

    jism ghar se nikālte rahiye

    lutf lenā hai zindagī to

    ḳhud ko ḳhatroñ meñ Dālte rahiye

    merī nazroñ meñ sirf manzil hai

    aap kīchaḌ uchhālte rahiye

    kuchh to behtar zarūr niklegā

    roz ḳhud ko khañgālte rahiye

    kuchh na kuchh KHwab palte rahiye

    jism ghar se nikalte rahiye

    lutf lena hai zindagi ka to

    KHud ko KHatron mein Dalte rahiye

    meri nazron mein sirf manzil hai

    aap kichaD uchhaalte rahiye

    kuchh to behtar zarur niklega

    roz KHud ko khangalte rahiye

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now