Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh yahan farq hai apne ka na begane ka

Azmat Bhopali

kuchh yahan farq hai apne ka na begane ka

Azmat Bhopali

MORE BYAzmat Bhopali

    kuchh yahāñ farq hai apne na begāne

    ek dastūr hai har daur meñ maiḳhāne

    raqs-e-mīnā hai na vo daur hai paimāne

    in dinoñ haal kuchh aur hai maiḳhāne

    maiñ to har haal meñ lūñgā magar jalva-e-dost

    bin tire dil nahīñ gosha hai ye vīrāne

    shohrat-e-ām to hāsil thī par aisī bhī na thī

    log unvān banā leñ mujhe afsāne

    vo gayā vaqt ki jab dil ko na thī ġham se najāt

    ye zamāna to hai hañs hañs ke jiye jaane

    aise kho.e rahe ham rāh-ravī meñ 'azmat'

    hosh aaya nahīñ manzil pe Thahar jaane

    kuchh yahan farq hai apne ka na begane ka

    ek dastur hai har daur mein maiKHane ka

    raqs-e-mina hai na wo daur hai paimane ka

    in dinon haal hi kuchh aur hai maiKHane ka

    main to har haal mein ji lunga magar jalwa-e-dost

    bin tere dil nahin gosha hai ye virane ka

    shohrat-e-am to hasil thi par aisi bhi na thi

    log unwan bana len mujhe afsane ka

    wo gaya waqt ki jab dil ko na thi gham se najat

    ye zamana to hai hans hans ke jiye jaane ka

    aise khoe rahe hum rah-rawi mein 'azmat'

    hosh aaya nahin manzil pe Thahar jaane ka

    Source:

    Charagh-e-Raahguzar (Pg. 81)

    • Author: Azmat Bhopali
      • Publisher: Azmat Bhopali
      • Year of Publication: 1985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now