Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya bataen uske bin kaise zindagi kar li

Wajeeh Sani

kya bataen uske bin kaise zindagi kar li

Wajeeh Sani

MORE BYWajeeh Sani

    kyā batā.eñ us ke bin kaise zindagī kar

    dhaḌkaneñ to zinda haiñ dil ne ḳhud-kushī kar

    maiñ use samajhne ke marhaloñ meñ uljhā thā

    us ne jaane chupke se kaise dostī kar

    dostoñ maiñ andhā huuñ ye ḳhushī bhī kam hai kyā

    us ne merī āñkhoñ se ghar meñ raushnī kar

    niiñd māñgte phirne meñ anā saudā thā

    is anā meñ ḳhvāboñ se ham ne dushmanī kar

    zo.am aur anā ham aur kyā galā ghoTeñ

    us har kahā maanā baat jo kahī kar

    us ke chhoḌ jaane par kuchh na kuchh to karnā thā

    kuchh na kar sake āḳhir ham ne shā.irī kar

    kya bataen us ke bin kaise zindagi kar li

    dhaDkanen to zinda hain dil ne KHud-kushi kar li

    main use samajhne ke marhalon mein uljha tha

    us ne jaane chupke se kaise dosti kar li

    doston main andha hun ye KHushi bhi kam hai kya

    us ne meri aankhon se ghar mein raushni kar li

    nind mangte phirne mein ana ka sauda tha

    is ana mein KHwabon se hum ne dushmani kar li

    zoam aur ana ka hum aur kya gala ghoTen

    us ka har kaha mana baat jo kahi kar li

    us ke chhoD jaane par kuchh na kuchh to karna tha

    kuchh na kar sake aaKHir hum ne shairi kar li

    Source:

    Mohabbat Rasty me.n hai (Pg. 159)

    • Author: Wajih Sani
      • Edition: 2016
      • Publisher: Samiya Publication
      • Year of Publication: 2016
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now