Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya bataun ai mere yar mujhe

Amn Iqbal

kya bataun ai mere yar mujhe

Amn Iqbal

MORE BYAmn Iqbal

    kyā batā.ūñ ai mere yaar mujhe

    'ishq hai tujh se be-shumār mujhe

    ātish-e-'ishq le ke baiThā huuñ

    kyā jalā.egī koī naar mujhe

    ḳhud ko shāhoñ shaah samjhūñgā

    gar mile ḳhāk-e-pā-e-yār mujhe

    zulm ab intihā ko pohñchā hai

    kab 'atā hogī zulfiqār mujhe

    'amn' jā.ūñ to phir kahāñ jā.ūñ

    raas aayā hai kū-e-yār mujhe

    kya bataun ai mere yar mujhe

    'ishq hai tujh se be-shumar mujhe

    aatish-e-'ishq le ke baiTha hun

    kya jalaegi koi nar mujhe

    KHud ko shahon ka shah samjhunga

    gar mile KHak-e-pa-e-yar mujhe

    zulm ab intiha ko pohncha hai

    kab 'ata hogi zulfiqar mujhe

    'amn' jaun to phir kahan jaun

    ras aaya hai ku-e-yar mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now