Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya dastan thi pahle bayan hi nahin hui

Siraj Ajmali

kya dastan thi pahle bayan hi nahin hui

Siraj Ajmali

MORE BYSiraj Ajmali

    kyā dāstāñ thī pahle bayāñ nahīñ huī

    phir yuuñ huā ki sub.h azaañ nahīñ huī

    duniyā ki dāshta se zyāda na thī mujhe

    yuuñ saarī umr fikr-e-ziyāñ nahīñ huī

    gul-hā-e-lutf use ambār karnā thā

    kam-baḳht aarzū ki javāñ nahīñ huī

    tā-sub.h merī laash rahī be-kafan to kyā

    bānū-e-shām nauha-kunāñ nahīñ huī

    kya dastan thi pahle bayan hi nahin hui

    phir yun hua ki subh azan hi nahin hui

    duniya ki dashta se zyaada na thi mujhe

    yun sari umr fikr-e-ziyan hi nahin hui

    gul-ha-e-lutf ka use ambar karna tha

    kam-baKHt aarzu ki jawan hi nahin hui

    ta-subh meri lash rahi be-kafan to kya

    banu-e-sham nauha-kunan hi nahin hui

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now