Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya dekhta hai haal ke manzar idhar bhi dekh

Syeda Shan-e-Meraj

kya dekhta hai haal ke manzar idhar bhi dekh

Syeda Shan-e-Meraj

MORE BYSyeda Shan-e-Meraj

    kyā dekhtā hai haal ke manzar idhar bhī dekh

    maazī ke naqsh yaad dīvār par bhī dekh

    dekhe haiñ mere aib to merā hunar bhī dekh

    saudā hai jis meñ apnā anā vo sar bhī dekh

    le kaam mujh se saḳht uḌānoñ magar

    pahle mirī nigāh mire bāl-o-par bhī dekh

    chehre ke rañg-o-nūr ko merā hunar samajh

    mujh ko mirī nazar se kabhī jhāñk kar bhī dekh

    ik baar aur bach ke zamāne aañkh se

    huuñ dekhne chiiz to bār-e-digar bhī dekh

    kya dekhta hai haal ke manzar idhar bhi dekh

    mazi ke naqsh yaad ki diwar par bhi dekh

    dekhe hain mere aib to mera hunar bhi dekh

    sauda hai jis mein apna ana ka wo sar bhi dekh

    le kaam mujh se saKHt uDanon ka tu magar

    pahle meri nigah mere baal-o-par bhi dekh

    chehre ke rang-o-nur ko mera hunar samajh

    mujh ko meri nazar se kabhi jhank kar bhi dekh

    ek bar aur bach ke zamane ki aankh se

    hun dekhne ki chiz to bar-e-digar bhi dekh

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 664)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now