Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya jama-e-phul-kari us gul ki phaban ka tha

Mohammad Amaan Nisar

kya jama-e-phul-kari us gul ki phaban ka tha

Mohammad Amaan Nisar

MORE BYMohammad Amaan Nisar

    kyā jāma-e-phul-kārī us gul phaban thā

    jo taḳhta-e-dāman thā taḳhta vo chaman thā

    ham aago samjhe the tum ghar ko sudhāroge

    juuñ sub.h gajar baajā māthā vahīñ Thankā thā

    miinā meñ na ho jalva vo bāda-e-gul-gūñ

    jaame meñ jo kuchh yaaro rañg us ke badan thā

    nargis ko kiyā aisā bīmār un āñkhoñ ne

    Dhalkā nazar aayā gardan jo mankā thā

    kya jama-e-phul-kari us gul ki phaban ka tha

    jo taKHta-e-daman tha taKHta wo chaman ka tha

    hum aago hi samjhe the tum ghar ko sudhaaroge

    jun subh gajar baja matha wahin Thanka tha

    mina mein na ho jalwa wo baada-e-gul-gun ka

    jame mein jo kuchh yaro rang us ke badan ka tha

    nargis ko kiya aisa bimar un aankhon ne

    Dhalka hi nazar aaya gardan ka jo manka tha

    Source:

    Noquush (Pg. B-425 E435)

      • Edition: May June 1954
      • Publisher: Nuqoosh Press Lahore
      • Year of Publication: May June 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now