Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya kahen zindagi ka kya kije

Khalid Mahmood Zaki

kya kahen zindagi ka kya kije

Khalid Mahmood Zaki

MORE BYKhalid Mahmood Zaki

    kyā kaheñ zindagī kyā kiije

    ik lab-e-dam ḳhushī kyā kiije

    jaan dīvār se bachtī hai

    varna shorīdgī kyā kiije

    duur kyā paas tere rah kar bhī

    kis se kahiye kamī kyā kiije

    hosh āḳhir ko aa jaanā thā

    lekin ab be-ḳhudī kyā kiije

    kis qadar ḳhud ko dījiye dhokā

    is qadar be-hisī kyā kiije

    kya kahen zindagi ka kya kije

    ek lab-e-dam KHushi ka kya kije

    jaan diwar hi se bachti hai

    warna shoridgi ka kya kije

    dur kya pas tere rah kar bhi

    kis se kahiye kami ka kya kije

    hosh aaKHir ko aa hi jaana tha

    lekin ab be-KHudi ka kya kije

    kis qadar KHud ko dijiye dhoka

    is qadar be-hisi ka kya kije

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now