Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya karun sharh KHasta-jaani ki

Meer Taqi Meer

kya karun sharh KHasta-jaani ki

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    kyā karūñ sharh ḳhasta-jānī

    maiñ ne mar mar ke zindagānī

    hāl-e-bad guftanī nahīñ merā

    tum ne pūchhā to mehrbānī

    sab ko jaanā hai yuuñ to par ai sabr

    aatī hai ik tirī javānī

    tishna-lab mar ga.e tire āshiq

    na milī ek buuñd paanī

    bait-bahsī samajh ke kar bulbul

    dhuum hai merī ḳhush-zabānī

    jis se khoī thī niiñd 'mīr' ne kal

    ibtidā phir vahī kahānī

    kya karun sharh KHasta-jaani ki

    main ne mar mar ke zindagani ki

    haal-e-bad guftani nahin mera

    tum ne puchha to mehrbani ki

    sab ko jaana hai yun to par ai sabr

    aati hai ek teri jawani ki

    tishna-lab mar gae tere aashiq

    na mili ek bund pani ki

    bait-bahsi samajh ke kar bulbul

    dhum hai meri KHush-zabani ki

    jis se khoi thi nind 'mir' ne kal

    ibtida phir wahi kahani ki

    Source:

    MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0460

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now