Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya KHabar thi wo mata-e-be-baha le jaega

Shan Bharti

kya KHabar thi wo mata-e-be-baha le jaega

Shan Bharti

MORE BYShan Bharti

    kyā ḳhabar thī vo matā-e-be-bahā le jā.egā

    chhīn kar āñkhoñ se ḳhvāboñ ridā le jā.egā

    maiñ kaf-e-afsos maltā rahūñgā umr bhar

    vo mirī ġhairat dastār-o-qabā le jā.egā

    kyā ḳhabar thī is tarah badlegā fitrat nizām

    vaqt ke gulshan se ġhunchoñ sadā le jā.egā

    paar karnā hai use dariyā magar ye dekhnā

    kah rahā hai saath ik kachchā ghaḌā le jā.egā

    sūrat-e-qazzāq koī aa.e mānind-e-dost

    'shān' koī aa.e mere ghar se kyā le jā.egā

    kya KHabar thi wo mata-e-be-baha le jaega

    chhin kar aankhon se KHwabon ki rida le jaega

    main kaf-e-afsos hi malta rahunga umr bhar

    wo meri ghairat ki dastar-o-qaba le jaega

    kya KHabar thi is tarah badlega fitrat ka nizam

    waqt ke gulshan se ghunchon ki sada le jaega

    par karna hai use dariya magar ye dekhna

    kah raha hai sath ek kachcha ghaDa le jaega

    surat-e-qazzaq koi aae ya manind-e-dost

    'shan' koi aae mere ghar se kya le jaega

    Source:

    (Pg. 73)

    • Author: Shan Bharti
      • Publisher: M. R. Publications, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now