Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya qayamat ka din baDa hoga

Syed Yusuf Ali Khan Nazim

kya qayamat ka din baDa hoga

Syed Yusuf Ali Khan Nazim

MORE BYSyed Yusuf Ali Khan Nazim

    kyā qayāmat din baḌā hogā

    kuchh shab-e-hijr se sivā hogā

    barq ho kar giregā phir mujh par

    naala merā agar rasā hogā

    sunte haiñ miT gayā hai koī naqsh

    vo hamārā mudda.ā hogā

    rashk-e-iqbāl-ġhair bejā hai

    kisī kab āshnā hogā

    hai talab yahī ravish varna

    ek bose meñ kyā bhalā hogā

    kya qayamat ka din baDa hoga

    kuchh shab-e-hijr se siwa hoga

    barq ho kar girega phir mujh par

    nala mera agar rasa hoga

    sunte hain miT gaya hai koi naqsh

    wo hamara hi muddaa hoga

    rashk-e-iqbaal-ghair beja hai

    tu kisi ka kab aashna hoga

    hai talab ki yahi rawish warna

    ek bose mein kya bhala hoga

    Source:

    Shareek-e-Ghalib (Pg. 20)

    • Author: Navab Mohammad Yusuf Ali Khan Bahadur
      • Publisher: Institute of Oriental Studies, Rampur
      • Year of Publication: 1970
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now