Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya zaruri hai shaeri ki jae

Asifa Nishat

kya zaruri hai shaeri ki jae

Asifa Nishat

MORE BYAsifa Nishat

    kyā zarūrī hai shā.erī jaa.e

    dil jalā kar raushnī jaa.e

    ba.az chehre bahut hasīn sahī

    phir bhī kitnoñ se dostī jaa.e

    ik musalsal shikast ehsās

    aisī ḳhvāhish na phir kabhī jaa.e

    ye mohabbat ke jo taqāze haiñ

    in taqāzoñ meñ kuchh kamī jaa.e

    ab bhī kuchh log ye samajhte haiñ

    zahr kar ḳhud-kushī jaa.e

    maiñ ne ye faisla kiyā hai 'nashāt'

    faisloñ meñ bhī ab kamī jaa.e

    kya zaruri hai shaeri ki jae

    dil jala kar hi raushni ki jae

    baz chehre bahut hasin sahi

    phir bhi kitnon se dosti ki jae

    ek musalsal shikast ka ehsas

    aisi KHwahish na phir kabhi ki jae

    ye mohabbat ke jo taqaze hain

    in taqazon mein kuchh kami ki jae

    ab bhi kuchh log ye samajhte hain

    zahr pi kar hi KHud-kushi ki jae

    main ne ye faisla kiya hai 'nashat'

    faislon mein bhi ab kami ki jae

    Source:

    Urdu Gazal ka Magribi Daricha (Pg. 40)

    • Author: Dr. Jawaz Jafri
      • Edition: 2011
      • Publisher: Kitab Saray, Lahore
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now