Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kyon hua bab wa udasi ka

Ameer Hamza Salfi

kyon hua bab wa udasi ka

Ameer Hamza Salfi

MORE BYAmeer Hamza Salfi

    kyoñ huā baab udāsī

    kuchh bigāḌā hai kyā udāsī

    maiñ ne kāġhaz pe sher likh kar phir

    rañg us meñ bharā udāsī

    muskurātā chalā gayā phir maiñ

    dil bahut thā jalā udāsī

    tum mire ghar dobāra aa.e ho

    phuul phir se khilā udāsī

    mirī tishna-labī miTā saaqī

    ek sāgar pilā udāsī

    kis ne toḌā shajar mire ghar se

    ki parinda uḌā udāsī

    nahīñ ma.alūm tujh ko bhī 'hamza'

    bhī hai manchalā udāsī

    kyon hua bab wa udasi ka

    kuchh bigaDa hai kya udasi ka

    main ne kaghaz pe sher likh kar phir

    rang us mein bhara udasi ka

    muskuraata chala gaya phir main

    dil bahut tha jala udasi ka

    tum mere ghar dobara aae ho

    phul phir se khila udasi ka

    meri tishna-labi miTa saqi

    ek sagar pila udasi ka

    kis ne toDa shajar mere ghar se

    ki parinda uDa udasi ka

    nahin malum tujh ko bhi 'hamza'

    tu bhi hai manchala udasi ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now