Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

la pila de saqiya paimana paimane ke baad

Unknown

la pila de saqiya paimana paimane ke baad

Unknown

MORE BYUnknown

    pilā de sāqiyā paimāna paimāne ke baa'd

    baat matlab karūñgā hosh aa jaane ke baa'd

    jo jalātā hai kisī ko ḳhud bhī jaltā hai zarūr

    sham.a bhī jaltī rahī parvāna jal jaane ke baa'd

    dil mirā lene ḳhātir minnateñ kyā kyā na kiiñ

    kaise nazreñ pher liiñ matlab nikal jaane ke baa'd

    uTh chalo bas a zafar is mahfil-e-aġhyār se

    varna piinī paḌegī daur chal jaane ke baa'd

    la pila de saqiya paimana paimane ke ba'd

    baat matlab ki karunga hosh aa jaane ke ba'd

    jo jalata hai kisi ko KHud bhi jalta hai zarur

    shama bhi jalti rahi parwana jal jaane ke ba'd

    dil mera lene ki KHatir minnaten kya kya na kin

    kaise nazren pher lin matlab nikal jaane ke ba'd

    uTh chalo bas a zafar is mahfil-e-aghyar se

    warna pini hi paDegi daur chal jaane ke ba'd

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now