aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lag rahi jis tarah lala ke sare ban ko aag

Ishq Aurangabadi

lag rahi jis tarah lala ke sare ban ko aag

Ishq Aurangabadi

MORE BYIshq Aurangabadi

    lag rahī jis tarah laala ke saare ban ko aag

    dil ko apne daaġh dev ai āshiqo aur tan ko aag

    gul pe ye shabnam nahīñ paanī chhiḌaktī hai bahār

    hā.e-re kinne lagā.ī aa ke is gulshan ko aag

    ham siyah-baḳhtoñ kyūñ-kar rā.egāñ jaave vabāl

    shaam niiñ phūlī ye laagī hai falak ke tan ko aag

    chal 'yaqīñ' baat par ai 'ishq' ham bhī jal mareñ

    kyā phūlā hai palās aur lag rahī hai ban ko aag

    lag rahi jis tarah lala ke sare ban ko aag

    dil ko apne dagh dew ai aashiqo aur tan ko aag

    gul pe ye shabnam nahin pani chhiDakti hai bahaar

    hae-re kinne lagai aa ke is gulshan ko aag

    hum siyah-baKHton ka kyun-kar raegan jawe wabaal

    sham nin phuli ye lagi hai falak ke tan ko aag

    chal 'yaqin' ki baat par ai 'ishq' hum bhi jal maren

    kya hi phula hai palas aur lag rahi hai ban ko aag

    Source:

    Deewan-e-Ishq(Rekhta Website) (Pg. 52)

      • Publisher: Idara-e-Adabiyat-e-Urdu, Hyderabad
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now