Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

laga hai rog jab se aashiqi ka

Tabish Dharam Koti

laga hai rog jab se aashiqi ka

Tabish Dharam Koti

MORE BYTabish Dharam Koti

    lagā hai rog jab se āshiqī

    maza aane lagā hai zindagī

    ise ham dostī kaise kaheñge

    bharosa jab nahīñ hai dostī

    ḳhudī se be-niyāz ho jā.iyegā

    ibādat naam hai dīvāngī

    hamāre daur hai mehrbānī

    hai dushman aadmī aadmī

    sar-e-mahfil qayāfe lag rahe haiñ

    sabab kyā hai tumhārī ḳhāmushī

    mile gar saath ham ko terā 'tābish'

    maza kuchh hai alag mai-kashī

    laga hai rog jab se aashiqi ka

    maza aane laga hai zindagi ka

    ise hum dosti kaise kahenge

    bharosa jab nahin hai dosti ka

    KHudi se be-niyaz ho jaiyega

    ibaadat nam hai diwangi ka

    hamare daur ki hai mehrbani

    hai dushman aadmi hi aadmi ka

    sar-e-mahfil qayafe lag rahe hain

    sabab kya hai tumhaari KHamushi ka

    mile gar sath hum ko tera 'tabish'

    maza kuchh hai alag hi mai-kashi ka

    Source:

    Jo Tum Nahin (Pg. 52)

    • Author: Tabish Dharam Koti
      • Publisher: Rajeev Thakur
      • Year of Publication: 2007
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now