Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lagti to hai mazbut magar kachchi baDi hai

Fakhr Zaman

lagti to hai mazbut magar kachchi baDi hai

Fakhr Zaman

MORE BYFakhr Zaman

    lagtī to hai mazbūt magar kachchī baḌī hai

    ye ūñchī imārat ki jo haDiyoñ pe banī hai

    siina to hai kuchle hue jazbāt madfan

    chehre pe mahakte hue phūloñ laḌī hai

    insāñ ko to jiine salīqa nahīñ aatā

    aur aap ko insān azmat paḌī hai

    haiñ 'faḳhr' vo manzil ke nishāñ sāmne lekin

    hālāt dīvār bhī raste meñ khaḌī hai

    lagti to hai mazbut magar kachchi baDi hai

    ye unchi imarat ki jo haDiyon pe bani hai

    sina to hai kuchle hue jazbaat ka madfan

    chehre pe mahakte hue phulon ki laDi hai

    insan ko to jine ka saliqa nahin aata

    aur aap ko insan ki azmat ki paDi hai

    hain 'faKHr' wo manzil ke nishan samne lekin

    haalat ki diwar bhi raste mein khaDi hai

    Source:

    (Pg. 41)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now